The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
Saajan Ki Ho Gayee Gori, Saajan Ki Ho Gayee Haay Haay Re Ab Ghar Kaa Aangan Vides Laage Re, Saajan Haay Haay Saajan Ki Ho Gayee Gori Saajan Ki Ho Gayee [ Sajan Ki Ho Gayi Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ] Sooni Si Laagen Maayke Ki Galiyaan, Sooni Si Laagen Bhaayen Na, Na Na, Bhaayen Na Ab Ji Ko Bachpan Ki Sakhiyaan Bhaayen Na Nainon Mein Jhoome Bairi Ki Nadiyaan Man Ko Lubhaayen Sajiyaa Ki Kaliyaan Har Svaas Pi Kaa, Har Svaas Pi Kaa Sandes Laage Re Ab Ghar Kaa Aangan Vides Laage Re, Saajan Haay Haay Saajan Ki Ho Gai Gori Saajan Ki Ho Gayee Kuchh Jaagi Jaagi, Kuchh Soi Soi, Kuchh Jaagi Jaagi Baithi Hai Raadhe O Dekho, O Dekho, Baithi Hai Raadhe Sapnon Mein Khoyee, Dekho Baithi Hai Raadhe Chhedaa To Samjho Roi Ke Roi, Aise Mein Isko Toke Na Koi Naajuktaa Pan, Naajuktaa Pan Pe Na Thes Laage Re Ab Ghar Kaa Aangan Vides Laage Re, Saajan Haay Haay Saajan Ki Ho Gayee Gori Saajan Ki Ho Gayee Badhti Hai Pal Pal Agni Lagan Ki, Badhti Hai Pal Pal Chatke Hai Nas Nas Komal Badan Ki, Chatke Hai Nas Nas Ham Jaante Hain Sab Iske Man Ki, Ab Ho Chuki Ye Apne Sajan Ki Naihar Kaa Jeevan, Naihar Kaa Jeevan Kales Laage Re Ab Ghar Kaa Aangan Vides Laage Re Saajan Haay Haay Saajan Ki Ho Gayee Gori Saajan Ki Ho Gayee [ Sajan Ki Ho Gayi Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]