Hindi Song Lyrics of Sajana Saath Nibhana
DOLI Movie Songs LyricsSajana Saath Nibhana Lyrics Hindi Song Title: Sajana Saath Nibhana : DOLI
Singer(s): ASHA BHOSLE, MAHENDRA KAPOOR
Hindi Lyrics:
sajana saath nibhana - 2 saathi meri baharon ke raah mein chhod na jaana sajana saath nibhana - 2 saathi meri baharon ke raah mein chhod na jaana sajana saath nibhana aake chala jaaye zamana jo bahaar ka phool murjhaye na tere mere pyar ka aake chala jaaye zamana jo bahaar ka phool murjhaye na tere mere pyar ka aaj ke vaade sajana aaj ki baaten sajana bhul na jaana - 2 sajana saath nibhana - 2 saathi meri baharon ke raah mein chhod na jaana sajana saath nibhana waise toh hazaaron nazaren meri raah mein ek bas tu hi samaya hai nigaahon mein waise toh hazaaron nazaren meri raah mein ek bas tu hi samaya hai nigaahon mein pyar ki rasmein sajana pyar ki kasmein sajana bhul na jaana - 2 sajana saath nibhana - 2 saathi meri baharon ke raah mein chhod na jaana kisne saath nibhaya - 2 dil ko ek khilona samjha khela aur thukraya kisne saath nibhaya kaha ke yeh vaaden yeh kasmein kaha ki kaha hai woh duniya yeh baaten hai jaha ki kaha ke yeh vaaden yeh kasmein kaha ki kaha hai woh duniya yeh baaten hai jaha ki jhoothi nagari jhoothe jogi preeet bhi sachhi kaise hogi achha dhong rachaya - 2 kisne saath nibhaya - 2 dil ko ek khilona samjha khela aur thukraya kisne saath nibhaya
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Sajana Saath Nibhana from the Bollywood movie DOLI. We tried to make Sajana Saath Nibhana Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Sajana Saath Nibhana Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.