Browse Lyrics by Movie Title

Hindi Song Lyrics of Salaam Salaam

HOT MONEY Movie Songs Lyrics
Salaam Salaam Lyrics
Hindi Song Title: Salaam Salaam : HOT MONEY
Singer(s): UNKNOWN

Hindi Lyrics:
salaam salaam deewanon ko mehfil mein aaye mehmaanon ko
yeh shaam kare ham tere naam salaam zameen ke sitaaron ko
salaam salaam deewanon ko mehfil mein aaye mehmaanon ko
yeh shaam kare ham tere naam salaam zameen ke sitaaron ko

dil de jaanejaan jaan le jaanejaan
main hoon dilkash pari
dil de jaanejaan jaan le jaanejaan
main hoon dilkash pari
samjhon na mere ishaaron ko 
dekho jawaan in nazaron ko
samjhon na mere ishaaron ko 
dekho jawaan in nazaron ko
salaam salaam salaam salaam
salaam salaam deewanon ko mehfil mein aaye mehmaanon ko
yeh shaam kare ham tere naam salaam zameen ke sitaaron ko

dil hai naujawaan mausam hai rawaan
dil mein hasrat bhari

This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Salaam Salaam from the Bollywood movie HOT MONEY. We tried to make Salaam Salaam Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Salaam Salaam Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.

Advertise on Hindi Lyrix.com