Hindi Song Lyrics of Sauda Hai Dil Ka Encore
AAKROSH Movie Songs LyricsSauda Hai Dil Ka Encore Lyrics Hindi Song Title: Sauda Hai Dil Ka Encore : AAKROSH
Singer(s): ANUPAM AMOD
Cast(s): AJAY DEVGAN , AKSHAYE KHANNA , BIPASHA BASU , PARESH RAWAL
Hindi Lyrics:
Seedhe saadhe sara sauda seedha seedha hona jee Main ne to ko pana hai ya tu ne main ko khona jee Aaaja dil ki kar saude bazzi kya narazi Aa re aaa re are aaa Seedhe saadhe sara sauda seedha seedha hona jee Main ne to ko pana hai ya tu ne main ko khona jee Aaaja dil ki kar saude bazzi kya narazi Aa re aaa re are aaa Sauda hai dil ka yeh Tu kar bhi le Mera jahan bahaon mein tu bhar bhi le Saude mein de kasam Kasam bhi le Aake tu nighaahon mein sawar bhi le Sauda udano ka hai Ya Aasmano ka hai Le le udanein meri Le mere Par bhi le Sauda umeedon ka hai Khawaabon ka neendon ka hai Le Le tu neendein meri Naino mein ghar bhi le Seedhe saadhe sara sauda seedha seedha hona jee Main ne to ko pana hai ya tu ne main ko khona jee Aaaja dil ki kar saude bazzi kya narazi Aa re aaa re are aaa Dil kahe tere main hoonthon se Baaton ko chupke se loon utha Uss Jagah Dheere se haule se Geeton ko apne mein doon beetha Hoo Dil kahe tere main hoonthon se Baaton ko chupke se loon utha Uss Jagah Dheere se haule se Geeton ko apne mein doon beetha Sauda taranon ka hai Dil ke fasano ka hai Le Le Tarane mere Hoothon pe ghar bhi le Sauda Ujjalo ka hain Roshan Khayalon ka hai Le Le Ujjale mere Aaja Nazar bhi le Seedhe saadhe sara sauda seedha seedha hona jee Main ne to ko pana hai ya tu ne main ko khona jee Aaaja dil ki kar saude bazzi kya narazi Aa re aaa re are aaa Seedhe saadhe Seedha saadha Main ne to ko tu ne main ko Aa re aaa re are aaa Main kabhi Bhoolunga na tujhe Chahe tu mujhko dena bhula Adatein jaise hai tu meri Adatein kaise bhuulon bhala Ho Main kabhi Bhoolunga na tujhe Chahe tu mujhko dena bhula Adatein jaise hai tu meri Adatein kaise bhuulon bhala Lyricsmasti.com Sauda yeh vaadon ka hai Yaadon irradon ka hai Le le tu vadeein chahe Tu to mukar bhi le Sauda ishaaron ka hai Chahat ke maaron ka hai Le le isharein mere Inka asar bhi le Seedhe saadhe sara sauda seedha seedha hona jee Main ne to ko pana hai ya tu ne main ko khona jee Aaaja dil ki kar saude bazzi kya narazi Aa re aaa re are aaa Seedhe saadhe sara sauda seedha seedha hona jee Main ne to ko pana hai ya tu ne main ko khona jee Aaaja dil ki kar saude bazzi kya narazi Aa re aaa re are aaa
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Sauda Hai Dil Ka Encore from the Bollywood movie AAKROSH. We tried to make Sauda Hai Dil Ka Encore Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Sauda Hai Dil Ka Encore Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.