Browse Lyrics by Movie Title


Hindi Song Lyrics of Shaadmani Ho Shaadmani

BOXER Movie Songs Lyrics
Shaadmani Ho Shaadmani Lyrics
Hindi Song Title: Shaadmani Ho Shaadmani : BOXER
Singer(s): UNKNOWN



Hindi Lyrics:
(hai mubarak aaj ka din raat aayi hain suhani
shaadmani ho shaadmani - 2) - 2

(aaj toh nasha aaisa chada pootcho na yaaro
main hu aasman pe mujhe niche utaro) - 2
mujhpe sada hasti raho yuhi baharo
milke mere saath nacho aapki hain meharbani
shaadmani ho shaadmani - 2
hai mubarak aaj ka din raat aayi hain suhani
shaadmani ho shaadmani - 2

(dekho meri aankho mein hain dore gulabi
main toh nahi peeta hua phir bhi sharabi) - 2
yeh hain tere pyar ka nasha chanda siva bhi
hain yeh raja ghar main leke aa gaya pariyo ki rani 
shaadmani ho shaadmani - 2
hai mubarak aaj ka din raat aayi hain suhani
shaadmani ho shaadmani - 2

aangan mein barse sada khushiyo ki jhadi
bandhi tere sehre mein yeh aasha ki ladi
meri khushnasibi hain jo dekhe yeh ghadi
hain naya andaaaz chahe reeet hain wahi purani
shaadmani ho shaadmani - 2
hai mubarak aaj ka din raat aayi hain suhani
shaadmani ho shaadmani - 2

This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Shaadmani Ho Shaadmani from the Bollywood movie BOXER. We tried to make Shaadmani Ho Shaadmani Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Shaadmani Ho Shaadmani Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.

Advertise on Hindi Lyrix.com