The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
ho gaya ho gaya haay ho gaya - 2 sharaarati - 4 sharaarat karega ye dil - 2 sharaarati - 4 (ise jaanata hoon, main pehchaanata hoon ye abb mee bas mein nahin) - 2 kisipe marega ye dil sharaarati - 4 sharaarat karega ye dil - 2 sharaarati - 4 ajnabi ek haseena pe dil aa gaya usaka sharmaake milna mujhe bhaa gaya pyaar ke saath mein, ek mulaakat mein baat ban hi gayi, baat hi baat mein na kisise darega ye dil sharaarati - 4 sharaarat karega ye dil - 2 sharaarati - 4 ho gaya ho gaya haay ho gaya - 2 main bana loon use pyaar ka aaina usake bin ek pal bhi rahaan jaayein na yaad aanelagi wo mujhe raat din jindagi bemaja lag rahin usake bin kitni aahein bharega ye dil sharaarati - 4 sharaarat karega ye dil - 2 sharaarati - 4 (ise jaanata hoon, main pehchaanata hoon ye abb mee bas mein nahin) - 2 kisipe marega ye dil sharaarati - 4 sharaarat karega ye dil - 2 sharaarati - 4