The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
subah subah ye kya huva subah subah... kyon ab main hawaayon mein chal raha hoon nayi nayi hain meri nazar, ya hain nazaarein naye ye gungunaata huva sama, ye muskuraati fiza jahaan ke saath main chal raha hoon subah subah ye kya huva na jaane kyon ab main hawaayon mein chal raha hoon jo abhi hain usiko jilein, jo diya wo ji liya wo nasha sha aa aa aa.... wo nasha pi liya kal nasha hain ek naya jo, na kiya to kya jiya subah subah ye kya huva na jaane kyon ab main hawaayon mein chal raha hoon main chal raha hoon nayi subah nayi hava nayi tarah se nayi dishaayon mein chal raha hoon subah subah ye kya huva na jaane kyon ab main hawaayon mein chal raha hoon chal raha hoon - 3