Hindi Song Lyrics of Tanha Dil, Tanha Safar
TANHAI (LONELY HEARTS) Movie Songs LyricsTanha Dil, Tanha Safar Lyrics Hindi Song Title: Tanha Dil, Tanha Safar : TANHAI (LONELY HEARTS)
Singer(s): SHAAN
Hindi Lyrics:
aankhon mein sapne liye ghar se hum chal toh diye jaane yeh raahe abb le jaayengi kahaan mitti ki khushbu aaye palkon pe aansu laaye palkon pe reh jaayega yaadon ka jahaan manjil nayi hain anjaana hai kaarava chalna akele hai yahaan (tanha dil, tanha safar dhunde tujhe phir kyun nazar) - 2 tanha dil.... dilkash nazaare dekhe zhil-mil sitaare dekhe aankhon mein phir bhi tera chehra hai jawaan kitni barsaate aayi kitni saugaate laayi kaano mein gunje phie bhi teri hi sada waade kiye the, apana hoga aashiyaan waado ko jaane hoga kya (tanha dil, tanha safar dhunde tujhe phir kyun nazar) - 2 tanha dil.... tanha dil... aankhon mein sapne liye ghar se hum chal toh diye jaane yeh raahe abb le jaayengi kahaan mitti ki khushbu aaye palkon pe aansu laaye palkon pe reh jaayega yaadon ka jahaan manjil nayi hain anjaana hai kaarava chalna akele hai yahaan (tanha dil, tanha safar dhunde tujhe phir kyun nazar) - 2 tanha dil.... tanha dil...
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Tanha Dil, Tanha Safar from the Bollywood movie TANHAI (LONELY HEARTS). We tried to make Tanha Dil, Tanha Safar Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Tanha Dil, Tanha Safar Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD. PYAAR ZINDAGI HAI Movie Songs Lyrics
Tanha dil, tanha safar Lyrics Hindi Song Title: Tanha dil, tanha safar : PYAAR ZINDAGI HAI
Singer(s): SHAAN
Hindi Lyrics:
Aankhon mein sapne liye Ghar se hum chal to diye Jaane yeh raahein ab le jaayengi kahan Mitti ki khushboo aaye Palkon pe aansu laaye Palkon pe reh jaayega yaadon ke jahan Manzil nayi hai anjaana hai kaarvaan Chalna akele hai yahan (Tanha dil, tanha safar Dhoonde tujhe phir kyoon nazar) - 2 Tanha dil Dilkash nazaarein dekhe Jhilmil sitaarein dekhe Aankhon mein phir bhi tera chehra hai jawaan Kitni barsaatein aayi, kitni saugaatein laayi Kaanon mein phir bhi goonje teri hi sada Maane kiye the apna hoga aashiyaan Vaadon ka jaane hoga kya (Tanha dil, tanha safar Dhoonde tujhe phir kyoon nazar) - 2 Tanha dil Tanha dil Aankhon mein sapne liye Ghar se hum chal to diye Jaane yeh raahein ab le jaayengi kahan Mitti ki khushboo aaye Palkon pe aansu laaye Palkon pe reh jaayega yaadon ke jahan Manzil nayi hai anjaana hai kaarvaan Chalna akele hai yahan (Tanha dil, tanha safar Dhoonde tujhe phir kyoon nazar) - 2 Tanha dil, tanha dil, tanha dil Tanha dil, tanha dil
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Tanha dil, tanha safar from the Bollywood movie PYAAR ZINDAGI HAI. We tried to make Tanha dil, tanha safar Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Tanha dil, tanha safar Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.