Hindi Song Lyrics of Tarsaati Hai Tadpaati Hai
TERA MERA SAATH RAHEN Movie Songs LyricsTarsaati Hai Tadpaati Hai Lyrics Hindi Song Title: Tarsaati Hai Tadpaati Hai : TERA MERA SAATH RAHEN
Singer(s): UDIT NARAYAN AND ALKA YAGNIK
Hindi Lyrics:
--MALE-- Tarsaati hai, tadpaati hai Deewana sa kar jaati hai Ho, yaadon se keh do Yaad kyoon aati hai, yaad kyoon aati hai - 2 --FEMALE-- Tarsaati hai, tadpaati hai Deewana sa kar jaati hai Ho, yaadon se keh do Yaad kyoon aati hai, yaad kyoon aati hai - 2 Beeta sukh bhi dukh lagta hai Jab yaadein aati hai Haan, beeta sukh bhi dukh lagta hai Jab yaadein aati hai Bhooli bisri apni saari Baatein dohraati hai --MALE-- Aaj bhi meri saanson ko Teri zulfein mahekaati hai Lehraati hai, behlaati hai Deewana sa kar jaati hai --FEMALE-- Ho, yaadon se keh do Yaad kyoon aati hai, yaad kyoon aati hai - 2 Woh galiyan, woh ghar, woh manzar Yaadon mein aate hain Haan, woh galiyan, woh ghar, woh manzar Yaadon mein aate hain Yeh aansu, yeh dard-e-dil Yaadon ki saugaatein hain --MALE-- Door hai tu nazron se Par mere saamne muskaati hai Sharmaati hai, ghabraati hai Deewana sa kar jaati hai --FEMALE-- Haan, yaadon se keh do Yaad kyoon aati hai, yaad kyoon aati hai --MALE-- Yaad kyoon aati hai, yaad kyoon aati hai --FEMALE-- Tarsaati hai, tadpaati hai Deewana sa kar jaati hai --MALE-- Ho, yaadon se keh do Yaad kyoon aati hai --FEMALE-- Yaad kyoon aati hai --MALE-- Yaad kyoon aati hai --FEMALE-- Yaad kyoon aati hai
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Tarsaati Hai Tadpaati Hai from the Bollywood movie TERA MERA SAATH RAHEN. We tried to make Tarsaati Hai Tadpaati Hai Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Tarsaati Hai Tadpaati Hai Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.