ZINDAGI TERE NAAM Movie Songs Lyrics
Tauba Tauba Jaan Leva Tera Jalwa Lyrics
Hindi Song Title: Tauba Tauba Jaan Leva Tera Jalwa
: ZINDAGI TERE NAAM
Singer(s): SUNIDHI CHAUHAN,WAJID KHAN
Cast(s): MITHUN CHAKRABORTY
, RANJEETA
, DILIP TAHIL
, SUPRIYA KARNIK
Hindi Lyrics:
Tauba Tauba Tauba Tauba Tauba; Jaan Leva Tauba Tauba Tera Jalwa
Tauba Tauba Tauba Tauba Tauba; Jaan Leva Tauba Tauba Tera Jalwa
Soni Soni Hoon, Mein Soni Hoon Mein Soni Mein Soni Soni Soni Soni Hoon
Khudh Tharasha Hai Khudha Ne Jo Zameen Par Aa Gaya
Tauba Tauba Tauba Tauba Tauba TaubaTauba Mere Tauba
Khudh Tharasha Hai Khudha Ne Jo Zameen Par Aa Gaya
Jaan Mujh Mein Daal Ke To Yeh Jahaan Chakraa Gaya
Chaand Ne Dekha Mujhe To Chaand Bhi Sharma Gaya
Soni Soni Hoon, Mein Soni Hoon Mein Soni Soni Soni Soni Soni Hoon
Soni Soni Hoon, Mein Soni Hoon Mein Soni Soni Soni Soni Soni Hoon
Taub Tauba Tauba Tauba Tauba; Jaan Leva Tauba Tauba Tera Jalwa…Tera Jalwa
[ Tauba Tauba Jaan Leva Tera Jalwa Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]
Chaudivi Ka Chaand Ho Ya Aaftab Ho; Jo Bhi Ho Tum Khudha Ki Kasam Lajawab Ho
Chaudivi Ka Chaand Ho Ya Aaftab Ho; Jo Bhi Ho Tum Khudha Ki Kasam Lajawab Ho
Haann…Mujhse Poocha Tha Khudha Ne Jaagogi Kya Tum Zameen Par,
Mein Yeh Boloo Tab Khudha Se; Saare Aashiq Hai Wahin Par
Mujhse Pehle Kya Zameen Par Chaand Uthara Tha Kabhi
Ab Diwaano Tum Bathaao Koi Mujhsa Hai Kahin Par
Sar Pe Sajda Ho Gaye Sab Roop Tera Dekh Kar; Jaan-O-Dil Se To Gaye Sab Roop Tera Dekh Kar
Tauba Tauba Tauba Tauba Tauba Tauba; Jaan Leva Tauba Tauba Tera Jalwa
[ Tauba Tauba Jaan Leva Tera Jalwa Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]
Haann…Har Taraf Ek Shor Sa Hai, Mere Aane Ki Khabar Se,
Har Taraf Mehki Fiza Hai, Mere Aane Ki Khabar Se
Har Jawaan Dil Ki Mein Dhadkan Ban Gayi Hu Aaj To
Har Jawaan Chehra Khila Hai, Mere Aane Ki Khabar Se
Sar Pe Sajda Ho Gaye Sab Roop Tera Dekh Kar; Jaan-O-Dil Se To Gaye Sab Roop Tera Dekh Kar
Taub Tauba Tauba Tauba Tauba Tauba; Jaan Leva Tauba Tauba Tera Jalwa..Tera Jalwa..Tera Jalwa
Khudh Tharasha Hai Khudha Ne Jo Zameen Par Aa Gaya
Jaan Mujh Mein Daal Ke To Yeh Jahaan Chakraa Gaya
Chaand Ne Dekha Mujhe To Chaand Bhi Sharma Gaya
Soni Soni Hoon, Mein Soni Hoon Mein Soni Soni Soni Soni Soni
Soni Soni Hoon, Mein Soni Hoon Mein Soni Soni Soni Soni Soni Hoon
Taub Tauba Tauba Tauba Tauba Tauba; Jaan Leva Tauba Tauba Tera Jalwa..Tera Jalwa..
Taub Tauba Tauba Tauba Tauba Tauba; Jaan Leva Tauba Tauba Tera Jalwa..Tera Jalwa..
[ Tauba Tauba Jaan Leva Tera Jalwa Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Tauba Tauba Jaan Leva Tera Jalwa from the Bollywood movie ZINDAGI TERE NAAM. We tried to make Tauba Tauba Jaan Leva Tera Jalwa Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Tauba Tauba Jaan Leva Tera Jalwa Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.