Hindi Song Lyrics of Tauba Tauba Kya Hoga
MR. NATWARLAL Movie Songs LyricsTauba Tauba Kya Hoga Lyrics Hindi Song Title: Tauba Tauba Kya Hoga : MR. NATWARLAL
Singer(s): ASHA BHOSLE
Hindi Lyrics:
tauba-tauba kya hoga hona hai jo woh hoga hona hai jo ho jaane do aane wala aayega jaane wala jaayega tum na maano to jaane do -2 jaane kiski baat karu main jaane kiska naam lu thodi der ruko main dhak-dhak karte dil ko thaam lu ( dhak-dhak ) -3 mera dil hai deewana deewanon ka deewana deewane ko samjhane do aane wala aayega ... aa aa ha ha o ho ho main bebas hu tere bas mein mujhko ye ikraar hain par ye bulbul kab ud jaaye koi aitbaar hain ik hava ka main jhonka de jaaungi main dhokha aaisa mauqa to aane do aane wala aayega ... tumne socha hoga main aurat hu main kamzor hu main ghar mein kuch aur hu bahar main kuch aur hu main haseena tum daaku main sheesha tum patthar sheesha patthar takrane do aane wala aayega ...
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Tauba Tauba Kya Hoga from the Bollywood movie MR. NATWARLAL. We tried to make Tauba Tauba Kya Hoga Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Tauba Tauba Kya Hoga Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.