The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
tera ek kayaal ai saahib-e-kamaal hai husn-e-jahaan se bhi haseen-o-bemisaal tera hi to hai aks chaar su tera hi to rang hai ai saahib-e-jamaal teri hi tadap hai mujhe chain hi kahaan hai mujhe aankhon ki pyaas hai is dil ki aas hai in ki talaash hai only you na chaahata hoon main ye jahaan na chaahata hoon main jannat vahaan haan chaahata hoon main only you mere vajood ki tu hi vajah mere sujuud ki bhi tu hi vajah kahata hai jab tu main hoon tera parada hai phir kyon darmiyaan jis ke deedaar ko tarasoon vo hai only you only you only you only you