Hindi Song Lyrics of Tera Jahaan Aabad Hain
ELAAN (1947) Movie Songs LyricsTera Jahaan Aabad Hain Lyrics Hindi Song Title: Tera Jahaan Aabad Hain : ELAAN (1947)
Singer(s): SURENDRA NATH
Hindi Lyrics:
tera jahaan aabaad hai mera jahaan barbaad hai fariyaad hai fariyaad hai aai aasamaan fariyaad hai tera jahaan aabaad hai mera jahaan barbaad hai tu khush ke tere baag ke sab phool aakhir khil gaye jin ki tamanna thi tujhe aakhir wo tujhko mil gaye mere muqaddar mein faqat gam aur kisi ki yaad hai tera jahaan aabaad hai mera jahaan barbaad hai tu kush ke tere haath mein ummeed ka jaam aa gaya meri mohabbat ke liye rone ka paigaam aa gaya hairat na kar ai bekhabar duniya hai ek jaadu ka ghar do dil hain ek ghar mein magar ek shaad ek naashaad hai fariyaad hai fariyaad hai ai aasamaan fariyaad hai tera jahaan
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Tera Jahaan Aabad Hain from the Bollywood movie ELAAN (1947). We tried to make Tera Jahaan Aabad Hain Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Tera Jahaan Aabad Hain Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.