The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
chi : tere pyaar mein huye badanaam ham lote ki kasam thaali ki kasam -2 sha : bhoole ghar ke sab kaam ham aalu ki kasam gobhi ki kasam -2 chi : tere pyaar mein huye badanaam ham lote ki kasam thaali ki kasam sha : bhoole ghar ke sab kaam ham aalu ki kasam gobhi ki kasam chi : ( din raat muhobbat mein teri choolhe ki tarah ham jalate rahe haay jalate rahe ) -2 sha : ( ham dil ki kadhaai mein baalam tere pyaar ke bhajiye talate rahe ) -2 chi : choolhe ki tarah ham jalate rahe jalte rahe subah-o-shaam ham koyale ki kasam lakadi ki kasam -2 sha : tere pyaar mein huye badnaam ham lote ki kasam thaali ki kasam chi : bhoole ghar ke sab kaam ham aalu ki kasam gobhi ki kasam sha : ( nainon ki raqaabi mein rakh ke ham pyaar ki barfi la na sake haay la na sake ) -2 chi : tera jalawa meetha halwa hai ji bhar ke ise ham kha na sake o tera jalwa meetha halwa hai ji bhar ke ise ham kha na sake -2 sha : tum piste aur baadaam ham pede ki kasam barfi ki kasam -2 do : tere pyaar mein huye badnaam ham lote ki kasam thaali ki kasam -2 bhoole ghar ke sab kaam ham aalu ki kasam gobhi ki kasam -2