The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
thandi hawa - 3 thandi hawa ke jhonke mera sandes le ke saajan ke paas jaana baad-e-saba baad-e-saba ke jhonke mera sandes le ke saajan ke paas jaana thandi hawa thandi hawa ke jhonke wo so raha ho raha ho shaayad to shor na machaana dhimein se haule-haule - 2 kuchh munh mein gunagunaana jo muskura ke dekhe - 3 sab haal kah sunaana thandi hawa - 3 thandi hawa ke jhonke mera sandes le ke saajan ke paas jaana baad-e-saba baad-e-saba ke jhonke koyi yaad teri lekar taaron ko gin raha hai aur aas teri baandhe - 2 phuulon ko chun raha hai tumako qasam hai meri - 3 ab der na lagaana thandi hawa - 3 thandi hawa ke jhonke mera sandes le ke saajan ke paas jaana baad-e-saba - 3 baad-e-saba ke jhonke