The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
jindagi train hai, waqt ke track pe lamhon ki coach mein, hum musaafir yahaan jindagi train hai, waqt ke track pe - 2 lamhon ki coach mein, hum musaafir yahaan - 2 (chalte hi ja rahe hai yahaan se wahaan har ghadi har pehal, roj shaamo subah) - 2 isame din hai kahin toh kahin rain hai jindagi train hai, waqt ke track pe plz insure you have control?? ticket before you board the trains the train is absolutely on time ??? (sabaki manjil hai tay, sabaka rasta hai tay sabka milana hai tay, aur bichhadana hai tay) - 2 sabaka rukana hai tay, aur chalana hai tay tay hai ghum aur khushi, tay hai sab haadase kayi station hai chhote kayi main hai the train arrives at 6:45 am plz insure you have control ticket before you board the trains jindagi train hai, waqt ke track pe lamhon ki coach mein, hum musaafir yahaan (chalte hi ja rahe hai yahaan se wahaan har ghadi har pehal, roj shaamo subah) - 2 isame din hai kahin toh kahin rain hai train arrives on the 18th of May jindagi train hai, waqt ke track pe.........