The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
Dil Tha Khilauna, Chalo Tut Gaya, Kya Kahein Koyi Saathi Tha, Jise Chaaha Tha Wohi Loot Gaya Kya Kahein Titaliyaan Yaadon Ki Udati Jaaye Rango Mein Mujhse Kuchh Kehati Jaaye Ek Jhil Thi Kayi Phul The Sab Mitgaye Kya Kahein Chaaha Tha Kehana, Na Kaha Chup Rahe Raahon Mein Tanha Chalate Hi Hum Rahe Titaliyaan Yaadon Ki Udati Jaaye Rango Mein Mujhse Kuchh Kehati Jaaye Phirati Kirane, Tera Aanchal Kaise Bhulein Kya Kahe Gaati Koyal, Mehaka Aangan Kaise Bhulein Kya Kahe Titaliyaan Yaadon Ki Udati Jaaye Rango Mein Mujhse Kuchh Kehati Jaaye Teri Chaahate, Meri Roshani Abb Bujh Gayi Kya Kahe Dil Tha Khilauna, Chalo Tut Gaya, Kya Kahein, Kya Kahein [ Titaliyaan Yaadon Ki Udati Jaaye Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]