Browse Lyrics by Movie Title


Hindi Song Lyrics of Tota Mirchi

SUNO SASURJEE Movie Songs Lyrics
Tota Mirchi Lyrics
Hindi Song Title: Tota Mirchi : SUNO SASURJEE
Singer(s): SONU NIGAM, ALKA YAGNIK



Hindi Lyrics:
Woh Laal Laal Teekhi Teekhi
Woh Laal Laal Teekhi Teekhi
Woh Laal Laal Teekhi Teekhi
Ek Pal Mein Haay Chaba Gaya 
Tota Mirchi Kha Gaya Tota Mirchi Kha Gaya
Tota Mirchi Kha Gaya Tota Mirchi Kha Gaya
Woh Laal Laal Teekhi Teekhi
Ek Pal Mein Haay Chaba Gaya 
Tota Mirchi Kha Gaya Tota Mirchi Kha Gaya
Tota Mirchi Kha Gaya Tota Mirchi Kha Gaya

Main Deewana Tha Idhar Woh Deewani Thi Udhar
Aate Jaate Raah Mein Mil Gayi Dono Ki Nazar
Mujhe Hosh Nahin Haay Tauba Mera Dosh Nahin Haay Tauba
Sab Maan Gayi Haay Tauba Dil Haar Gayi Haay Tauba
Kya Haal Hua Mera
Main Jaadugarni Thi Lekin Main Jaadugarni Thi Lekin
Main Jaadugarni Thi Lekin Main Jaadugarni Thi Lekin
Woh Jaadoo Mujhpar Chala Gaya
Tota Mirchi Kha Gaya Tota Mirchi Kha Gaya
Tota Mirchi Kha Gaya Tota Mirchi Kha Gaya

Poocho Na Kya Baat Hai Woh To Mere Saath Hai
Mere Haathon Mein Sada Ab To Uska Haath Hai
Kya Khoob Lage Haay Tauba Mehboob Lage Haay Tauba
Dekhi Jo Ada Haay Tauba Ho Gaya Fida Haay Tauba
Main Pyaar Karoon Usko 
Woh Jab Se Mere Hoton Se Lagi Woh Jab Se Mere Hoton Se Lagi
Woh Jab Se Mere Hoton Se Lagi Woh Jab Se Mere Hoton Se Lagi
Mujhe Rang Usi Ka Bha Gaya
Tota Mirchi Kha Gaya Tota Mirchi Kha Gaya
Tota Mirchi Kha Gaya Tota Mirchi Kha Gaya
Woh Laal Laal Teekhi Teekhi
Woh Laal Laal Teekhi Teekhi
Woh Laal Laal Teekhi Teekhi
Woh Laal Laal Teekhi Teekhi
Ek Pal Mein Haay Chaba Gaya 
Tota Mirchi Kha Gaya Tota Mirchi Kha Gaya
Tota Mirchi Kha Gaya Tota Mirchi Kha Gaya

This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Tota Mirchi from the Bollywood movie SUNO SASURJEE. We tried to make Tota Mirchi Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Tota Mirchi Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.

Advertise on Hindi Lyrix.com