Hindi Song Lyrics of Tu Hai Solaah
JEENA SIRF MERRE LIYE Movie Songs LyricsTu Hai Solaah Lyrics Hindi Song Title: Tu Hai Solaah : JEENA SIRF MERRE LIYE
Singer(s): ABHIJEET AND KAVITA KRISHNAMURTHY
Hindi Lyrics:
--MALE-- Sweetheart! O, tu hai solaah satraah saal ki Par ladki hai kamaal ki Tujhpe yeh dil aa gaya, haai Tujhpe yeh dil aa gaya --FEMALE-- O tu hai satraah atraah saal ka Par ladka hai kamaal ka Mere dil pe tu chha gaya, haai Mere dil pe tu chha gaya --MALE-- Teri madhosh yeh aankhen, teri mastaani ada Dekhte hi sanam tujhko ho gaya tujhpe fida --FEMALE-- Teri deewaangi dekhi to main bhi khone lagi Mere mehboob jaaneman teri main hone lagi --MALE-- Kya hai rangat gore gaal ki Par ladki hai kamaal ki Tujhpe yeh dil aa gaya, haai Tujhpe yeh dil aa gaya --FEMALE-- O tu hai satraah atraah saal ka Par ladka hai kamaal ka Mere dil pe tu chha gaya, haai Mere dil pe tu chha gaya Tere jaisa kahin koi nahin hoga zamaane mein Tera hi naam aayega mere har ek fasaane mein --MALE-- Meri yaadon ki angdaai, mere khwaabon ki kali Churaake chain chori se kahan laheraake chali --FEMALE-- Tu deewaana meri chaal ka Par ladka hai kamaal ka Mere dil pe tu chha gaya, haai Mere dil pe tu chha gaya --MALE-- Tu hai solaah satraah saal ki Par ladki hai kamaal ki Tujhpe yeh dil aa gaya, haai Tujhpe yeh dil aa gaya
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Tu Hai Solaah from the Bollywood movie JEENA SIRF MERRE LIYE. We tried to make Tu Hai Solaah Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Tu Hai Solaah Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.