DESTINY Movie Songs Lyrics
Tu Har Ghadi Lyrics
Hindi Song Title: Tu Har Ghadi
: DESTINY
Singer(s): HARIHARAN
Hindi Lyrics:
tu har ghadi yu mere pass hain
jis tarah jism mein jaan hain saans hain
main har janam teri hi aarzoo
tu meri neend hain khwaab hain pyas hain
jis tarah jism mein jaan hain saans hain
tu har ghadi
jaane jaan har raaste ko hain intejaar tera
har raah mein tere liye hi roshan hain pyar mera
mera mann tera aangan
main hu chehra tu hain darpan
kabhi jo na toot paye
woh hain tera mera bandhan
tu har ghadi mere pass hain
jis tarah jaan mein jaan hain saans hain
tu har ghadi
mere tere pyar se hi jeevan hasin hain
pyar nahi ismein toh kutch bhi nahi hain
teri raahon mein manzil hain meri
teri hasin yaado mein hi khwaabo ki mehafil meri
tu har ghadi yu mere pass hain
jis tarah jism mein jaan hain saans hain
main har janam teri hi arzoo
tu meri neend hain khwaab hain pyas hain
jis tarah jism mein jaan hain saans hain
tu har ghadi
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Tu Har Ghadi from the Bollywood movie DESTINY. We tried to make Tu Har Ghadi Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Tu Har Ghadi Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.