Hindi Song Lyrics of Tu Har Pal Aane Lagi
JAAN (ALBUM) Movie Songs LyricsTu Har Pal Aane Lagi Lyrics Hindi Song Title: Tu Har Pal Aane Lagi : JAAN (ALBUM)
Singer(s): SONU NIGAM
Hindi Lyrics:
Tu har pal aane lagi hain nazar Deewanapan is kadar Mein aksar darta hoon yeh sochkar Deewanapan is kadar Yeh kaisa tera pyaar hain -6 Tu har pal aane lagi hain nazar Deewanapan is kadar Mein aksar darta hoon yeh sochkar Deewanapan is kadar Nadan shayad hua hain yeh dil Maane na kyun baat meri Jo chahata hai woh kar jaata hai Jab yaad aati hai teri Yun to kabhi pehle na thi haalat meri humsafar Tu har pal aane lagi hain nazar Deewanapan is kadar Mein aksar darta hoon yeh sochkar Deewanapan is kadar Yeh kaisa tera pyaar hain -6 Tu har pal aane lagi hain nazar Deewanapan is kadar Har saans mein ghulti khushboo hai tu Hota hai mehsoos mujhko Us pal meri jaan nikalne lagi Jis pal mein dekhoon na tujhko Khwaabon mein tu yaadon mein tu Aankhon mein tu tu hi tu Tu har pal aane lagi hain nazar Deewanapan is kadar Mein aksar darta hoon yeh sochkar Deewanapan is kadar Yeh kaisa tera pyaar hain -6 Tu har pal aane lagi hain nazar Deewanapan is kadar Mein aksar darta hoon yeh sochkar Deewanapan is kadar
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Tu Har Pal Aane Lagi from the Bollywood movie JAAN (ALBUM). We tried to make Tu Har Pal Aane Lagi Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Tu Har Pal Aane Lagi Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.