The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
tu husn hai main ishq huun, tu mujh mein hai main tujh mein huun main isake aage kya kahuun, tu mujh mein hai main tujh mein huun ma: o soniye la: o mere mahivaal ma: aaja oy aaja la: paar nadi ke mere yaar ka dera ma: tere havaale rabba dilbar mera la: raat bala ki badhata jaae, laharon ka ghera kasam khuda ki aaj hai mushkil milana mera dono: khair kari rabba saath jiyenge saath marenge yahi hai fasaana la: kahaan saliim kaa, rutaba kahaan anaarakali -2 ye aisi shaakh-e-tamanna hai, jo kabhi na phali -2 ma: na bujh sakegi bujhane se, ahl-e-duniya ke -2 vo shama jo teri aankho.n men, mere dil mein jali -2 la: huzuur ek na ek din ye baat aegi -2 ke takt-o-taaj bhale hain ke ek kaniz bhali -2 ma: main takt-o-taj ko thukara ke tujhako le lunga -2 ke takt-o-taj se teri gali ki kaq bhali -2 dono: saath jiyenge saath marenge yahi hai fasaana -2