Hindi Song Lyrics of Tu Sapana Hain
MAIN DEEWANA HOON Movie Songs LyricsTu Sapana Hain Lyrics Hindi Song Title: Tu Sapana Hain : MAIN DEEWANA HOON
Singer(s): ABHIJEET
Hindi Lyrics:
tu sapana hain ya haqeeqat hain mujhko bataa - 2 tu tohfaa hain ya inaayat hain mujhko bataa aaisa lagat hain maine kahi - 2 pehle bhi hain tujhe dekha tu sapana hain ya haqeeqat hain mujhko bataa tu tohfaa hain ya inaayat hain mujhko bataa haseen waadiyon ki khushbu hain tu parvat ke jharnon ki jhar jhar hain tu rangeen fizaaaon ka chhalka nasha dilkash nazaaron ka jaadu hain tu tu manzil hain ya kaarvaan pehle bhi hain tujhe dekha tu sapana hain ya haqeeqat hain mujhko bataa tu tohfaa hain ya inaayat hain mujhko bataa ghata hain ke zulfen pareshaan hain tu adaaon se khud apani nadaan hain tu tu chaand jo raat roshan kare tammana bhi tu dil ka armaan bhi tu tu hain pari ya apasara tu geet hain ek madbhara pehle bhi hain tujhe dekha tu sapana hain ya haqeeqat hain mujhko bataa tu tohfaa hain ya inaayat hain mujhko bataa aaisa lagta hain maine kahi - 2 pehle bhi hain tujhe dekha tu sapana hain ya haqeeqat hain mujhko bataa tu tohfaa hain ya inaayat hain mujhko bataa
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Tu Sapana Hain from the Bollywood movie MAIN DEEWANA HOON. We tried to make Tu Sapana Hain Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Tu Sapana Hain Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.