Hindi Song Lyrics of Tujh Mein Aur Teri Yaad Mein
BEWAFAAI Movie Songs LyricsTujh Mein Aur Teri Yaad Mein Lyrics Hindi Song Title: Tujh Mein Aur Teri Yaad Mein : BEWAFAAI
Singer(s): AGAM KUMAR NIGAM
Hindi Lyrics:
tujh mein aur teri yaad mein bas fark hai itana tujh mein aur teri yaad mein bas fark hai itana tu toh bewaqt aati hai yaad har waqt aati hai tu toh bewaqt aati hai yaad har waqt aati hai tujh mein aur teri yaad mein bas fark hai itana tujh mein aur teri yaad mein bas fark hai itana tu toh bewaqt aati hai yaad har waqt aati hai tu toh bewaqt aati hai yaad har waqt aati hai teri yaadon mein toh tanha chhoda nahi teri yaadon se main pyar karne laga teri yaadon mein toh tanha chhoda nahi teri yaadon se main pyar karne laga tum milo na milo iska kuchh gam nahi tere vaadon se main pyar karne laga kal mein aur aaj mein bas fark hai itana kal mein aur aaj mein bas fark hai itana jaan tu door hai mujhse jaan har waqt jaati hai jaan tu door hai mujhse jaan har waqt jaati hai bewafaa tum nahi bewafaa ham nahi bewafaa toh sanam apani taqdeer hai bewafaa tum nahi bewafaa ham nahi bewafaa toh sanam apani taqdeer hai main akela hoon phir bhi akela nahi mere seene mein ek teri tasveer hai tujh mein aur tasveer mein bas fark hai itana tujh mein aur tasveer mein bas fark hai itana tu toh bas ruth jaati hai woh toh bas muskurati hai tu toh bas ruth jaati hai woh toh bas muskurati hai tujh mein aur teri yaad mein bas fark hai itana tu toh bewaqt aati hai yaad har waqt aati hai tu toh bewaqt aati hai yaad har waqt aati hai
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Tujh Mein Aur Teri Yaad Mein from the Bollywood movie BEWAFAAI. We tried to make Tujh Mein Aur Teri Yaad Mein Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Tujh Mein Aur Teri Yaad Mein Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.