The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
Toh Mil Gaya Hai Tum Jo Mile Toh Mil Gaya Hai, Aankhon Ko Khaabon Ka Sahaara Tum Jo Mile Toh Mil Gaya Hai, Maujon Ko Jaise Kinaara Tum Mere Dil Jaan Tum Do Jahaan Ho, Main Raat Tum Ho Sabera Tum Jo Mile Toh Mil Gaya Hai, Yeh Waqt Hamko Dobaara Jaana Ho Meri Manjil Tum, Ishq Tera Hoga Na Dil Se Kam Haan Chahata Hai Dil Kitana, Jaanata Yeh Khuda Hai Tu Kabhi Meri Saanson Se, Haan Na Juda Na Juda Hai Phir Kabhi Hum Na Bichadenge, Jindagi Ke Safar Mein Ek Duje Ko Rakh Le Hum Band Karke Najar Mein Yaara Ho Meri Manjil Tum, Ishq Tera Hoga Na Dil Se Kam Jaana Ho Meri Manjil Tum, Ishq Tera Hoga Na Dil Se Kam Tum Jo Mile Toh Mil Gaya Hai, Jaise Jamin Se Aasmaan Tum Jo Mile Toh Mil Gaya Hai, Chaahat Ka Phir Dekho Samaan Tum Labj Mere Meri Jubaan Ho, Main Jism Hoon Tum Ruh Meri Tum Labj Mere Meri Jubaan Ho, Palakon Ka Mujhako Aashiyaan (Jaana Ho Meri Manjil Tum, Ishq Tera Hoga Na Dil Se Kam) - 2 [ Tum Jo Mile Toh Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]