Browse Lyrics by Movie Title


Hindi Song Lyrics of Tune Bechain Itana Zyada Kiya

NAGINA Movie Songs Lyrics
Tune Bechain Itana Zyada Kiya Lyrics
Hindi Song Title: Tune Bechain Itana Zyada Kiya : NAGINA
Singer(s): ANURADHA PAUDWAL, MOHAMMED AZIZ



Hindi Lyrics:
(Tune bechain itana ziada kiya - 2 main tera ho gaya maine vada kiya
dil ne majboor itana ziada kiya - 2 main teri ho gayi maine vada kiya 
Tune bechain itana ziada kiya
dil ne majboor itana jyada kiya) - 2

lag raha hai mujhe tere sar ki kasam - 2
apani paheli mohabbat nahi ye sanam
ha mile aur bichade kahi baar hum
phirase milane ka humane irada kiya
main teri ho gayi maine vada kiya
Tune bechain itana ziada kiya - 2 main tera ho gaya maine vada kiya

raat dhalati nahi - 2 din gujarata nahi 
mera dil to tujhe yaad karata nahi
aahe bharase ji mera bharata nahi
faisala maine ye sidha sadha kiya
main tera ho gaya maine vada kiya
dil ne majboor itana ziada kiya - 2 main teri ho gayi maine vada kiya

kanch ki tune chudi balam tod di - 2 
laj ki sharm ki har kasam tod di - 2
nind to loot li jan kyun chhod di
kam teri nigahon ne adha kiya
main teri ho gayi maine vada kiya
Tune bechain itana ziada kiya - 2 main tera ho gaya maine vada kiya
dil ne majboor itana ziada kiya - 2 main teri ho gayi maine vada kiya 
main tera ho gaya maine vada kiya
main teri ho gayi maine vada kiya

This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Tune Bechain Itana Zyada Kiya from the Bollywood movie NAGINA. We tried to make Tune Bechain Itana Zyada Kiya Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Tune Bechain Itana Zyada Kiya Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.

Advertise on Hindi Lyrix.com