KAVITA Movie Songs Lyrics
Ud Jaayuun Main Saajan Re Lyrics
Hindi Song Title: Ud Jaayuun Main Saajan Re
: KAVITA
Singer(s): RAJKUMARI, DURRANI
Hindi Lyrics:
Ud Jaayuun Main Saajan Re Pankh Laga Kar Ke
Tohe Pakaduun Sajani Re Jaal Bichha Kar Ke
Main Jaal Tumhaara Duur Karuun
Nainnon Ke Tiron Se Chuur Karuun
Main Baagon Mein Chhup Jaayuun
Kuuk Suna Kar Ke
Main Sone Ka Pi~Njara Banavaayuun
Jaadu Se Khench Tohe Laayuun
Pinjare Mein Naach Nachaayuun
Taar Hila Kar Ke
Na Na Aa Aa Aa
Main Baadal Ban Ke Chha Jaayuun
Main Bijali Ban Ke Tadapaayuun
Main Prem Ka Mantra Sikhaayuun
Main Prem Ka Mantra Sunaayuun
Kaanon Mein Aa Kar Ke
More Saajan
Ho Mori Sajani
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Ud Jaayuun Main Saajan Re from the Bollywood movie KAVITA. We tried to make Ud Jaayuun Main Saajan Re Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Ud Jaayuun Main Saajan Re Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.