The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
Unse nazrein mili aur mili bhi nahi Unse nazrein mili aur mili bhi nahi Hum kuch kuch paa bhi gaye aur chhupa bhi gaye Duniya dono ki badli hai kuch is tarah Hum dono kahan se kahan ab kahan aa gaye Pyaar hai woh tohfa, khuda ki baat hai Kisko kab milega, yeh uske haath hai Door hum unhi se jaa rahe, ke jinke paas yeh humaara dil rahe Duniya dono ki badli hai kuch is tarah Hum dono kahan se kahan ab kahan aa gaye Unse nazrein mili aur mili bhi nahi Chand si duniya ho, aur ho wahan hum tum Khushiyon ki baarish ho, phir ho na koyi gham Sang hi sang zindagi tere ho Isi chaahat mein to hum jiye jaa rahe hain Duniya dono ki badli hai kuch is tarah Hum dono kahan se kahan ab kahan aa gaye Unse nazrein mili aur mili bhi nahi Duniya dono ki badli hai kuch is tarah Hum dono kahan se kahan ab kahan aa gaye Posted By : Mastani Laila