The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
Maahiya, Vaada Raha Maahiya Vaada Raha Dunga Tujhe Laake Hansi Shaam-O-Subah Maahiya, Maahiya.. Vaada Raha Dunga Tujhe Laake Hansi Shaam-O-Subah Vaada Raha Lipta Huwa Honto Pe Tu Hoga Sada I Promise, I Promise Will Always Love You I Promise, I Promise, Will Be There For You [ Vaada Raha Dunga Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ] Maine Tujhme Jahaan Hai Paya Tu Banake Duwa Hai Aaya Yuun Hi Mujhape Rahein Tera Saaya Meherbaan Ho Teri Aankhon Mein Mera Jahaan Hai Tu Hoke Wahaan Bhi Yahaan Hai Tera Jaisa Sukun Kahaan Hai Meherbaan Rab Ne Barsaayi Mujhape Saari Khudaai I Promise, I Promise Will Always Love You I Promise, I Promise Will Be There For You Jab Jab Tu Milata Hai, Rota Dil Hasata Hai Mujhmein Tu Basata Hai Har Jagah Yeh Kaisa Rishta Hai Najaron Se Lipta Hai Tu Hi Tu Dikhata Hai Har Jagah Ho Rab Ne Barsaayi Mujhpe Saari Khudaai I Promise, I Promise Will Always Love You I Promise, I Promise Will Be There For You Mere Dil Ki Aahon Ke Dhadkan Ke Baahon Ke Tu Shaamil Raahon Ke Darmiyaan Jhuta Hoon Toh Haathon Ke Lab Kholu Toh Baaton Ke Tu Hi Din Raaton Ke Darmiyaan Rab Ne Barsaayi Mujhape Saari Khudaai I Promise, I Promise Will Always Love You I Promise, I Promise, Will Be There For You I Promise..... [ Vaada Raha Dunga Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]