The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
Waada Kar Ke Kisi Se Na Aana Haay Aisa Bhi Kya Dil Jalaana O Dil Ki Duniya Mein - 2 Haan Chupake-Chupake Dil Ki Duniya Mein Haan Chupake-Chupake Dekho-Dekho Sajan Tum Na Aana - 2 Dekho Ji Aa Gaye Aane Waale - 2 Aane Waale Hain Sab Jaane Waale Jaane Waalon Se Kya Dil Lagaana Dekho-Dekho Sajan Tum Na Aana [ Waada Kar Ke Kisi Se Songs Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ] Dil Ki Duniya Mein - 2 Haan Chupake-Chupake Dekho-Dekho Sajan Tum Na Aana Dil Ka Nazaraana Laaya Huun Le Lo - 2 Aao Ji Is Khilaune Se Khelo - 2 Khelate Mein Khilauna Jo Tuute Tab Sajan Hamase Ruuth Na Jaana Dekho-Dekho Sajan Tum Na Aana Dekho Koyal Ne Hamako Pukaara - 2 Kar Rahi Hai Muabbat Ishaara Zindagi Ki Har Ik Shay Jawaan Hai Kah Raha Hai Ye Mausam Suhaana Dekho-Dekho Sajan Tum Na Aana Dil Ki Duniya Mein - 2 Haan Chupake-Chupake Dekho-Dekho Sajan Tum Na Aana [ Waada Kar Ke Kisi Se Songs Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ]