The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
(woh raat din ke kisse woh ishq ke fasaane aate hai yaad humko gujre jamaane) - 2 aate hai yaad humko gujre jamaane (gujre jamaane - 2), aate hai yaad humko gujre jamaane woh chaandani, woh jhilmil sitaare tanhaayiyon ke mehke nazaare betaabiyon ki bechain ghadiyaan woh tera chhupake karna ishaare (gujre jamaane - 2), aate hai yaad humko gujre jamaane woh raat din ke kisse woh ishq ke fasaane aate hai yaad humko gujre jamaane - 2 woh waade karke tera na aana aane ke baad sau baatein banaana woh humse jhuti takraar karna phir due jaake rona rulaana (gujre jamaane - 2), aate hai yaad humko gujre jamaane woh raat din ke kisse woh ishq ke fasaane aate hai yaad humko gujre jamaane - 2 (gujre jamaane - 2), aate hai yaad humko gujre jamaane gujre jamaane.........