The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
Kisne bheege hue balon se ye jhatka paani Jhoom kar aayi ghata, toot ke barsa paani, toot ke barsa paan Kisne bheege hue balon se ye jhatka paani Jhoom kar aayi ghata, toot ke barsa paani, toot ke barsa paani Ro liya phoot ke, seene mein jalan ab kyun ho Ro liya phoot ke, seene mein jalan ab kyun ho Ro liya phoot ke, seene mein jalan ab kyun ho Aag pighla ke nikala hai ye jalta paani Aag pighla ke nikala hai ye jalta paani Kisne bheege hue balon se ye jhatka paani Jhoom kar aayi ghata, toot ke barsa paani, toot ke barsa paani Koi matwali ghata thi, ke jawani ki umang Koi matwali ghata thi, ke jawani ki umang Koi matwali ghata thi, ke jawani ki umang Jee baha le gaya barsaat ka pehla paani Jee baha le gaya barsaat ka pehla paani Kisne bheege hue balon se ye jhatka paani Jhoom kar aayi ghata, toot ke barsa paani, toot ke barsa paani Ye pasina wahi aansoon hain, jo pee jaate they tum Ye pasina wahi aansoon hain, jo pee jaate they tum Ye pasina wahi aansoon hain, jo pee jaate they tum "Arzoo" lo woh khula bhed woh phuta paani "Arzoo" lo woh khula bhed woh phuta paani Kisne bheege hue balon se ye jhatka paani Jhoom kar aayi ghata, toot ke barsa paani Jhoom kar aayi ghata, toot ke barsa paani, toot ke barsa paani
Dekh mohabbat ka dastoor - 2 Tu muzhase main tuzhase door dil ki dhadakan kehati hain aaj koi aayega juroor Woh bhi to kuchh tadapa hoga mausam ki pehali baarish mein - 2 Pyar mera yaad aaya hoga mausam ki pehali baarish mein Woh bhi to kuchh tadapa hoga mausam ki pehali baarish mein Udate udate jab do baadal ek huye honge parbat par - 3 Usaka daaman bhiga hoga mausam ki pehali baarish mein - 2 Pyar mera yaad aaya hoga mausam ki pehali baarish mein Woh bhi to kuchh tadapa hoga mausam ki pehali baarish mein Usane muzhe khat likhha hoga ashako se tanahai mein - 3 Aankh ka kaajal faila hoga mausam ki pehali baarish mein - 2 Pyar mera yaad aaya hoga mausam ki pehali baarish mein Woh bhi to kuchh tadapa hoga mausam ki pehali baarish mein Maana phool ki waadi mein rehata hain wo shokh hasi - 3 Yaad ka kata chubhata hoga mausam ki pehali baarish mein - 2 (Pyar mera yaad aaya hoga mausam ki pehali baarish mein Woh bhi to kuchh tadapa hoga mausam ki pehali baarish mein) - 2 Mausam ki pehali baarish mein - 2