Hindi Song Lyrics of Woh ladki jo sabse alag hai
BAADSHAH Movie Songs LyricsWoh ladki jo sabse alag hai Lyrics Hindi Song Title: Woh ladki jo sabse alag hai : BAADSHAH
Singer(s): ABHIJEET & CHORUS
Hindi Lyrics:
Kahin zulf ka baadal o ho Kahin rangni aanchal aa haa Kahin honth gulabi o ho Kahin chaal sharaabi aa haa Kahin aankh mein jaadu o ho Kahin jism ki khushboo aa haa Kahin narm nigaahein o ho Kahin gori baahein aa haa Haan yahan kadam kadam par laakhon haseenayein hain Hum magar yeh dil ka tofa dene usay aayein hain Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai Haan yahan kadam kadam par laakhon haseenayein hain Hum magar yeh dil ka tofa dene usay aaye hain Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai Kitne hi jalve hai Aankhon mein ghulti hai jaise chaandni Kitni hi ho baatein hai Kaanon mein ghulti hai jaise raagini Yeh chale jaise zaraa balkhaake Woh chale jaise zaraa ithlaake Yeh mile jaise zaraa sharmaake Woh mile jaise zaraa iteraake Haan yahan kadam kadam par laakhon haseenayein hain Hum magar yeh dil ka tofa dene usay aaye hain Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai Gulshan ki hai woh kali Jo saare phoolon se bilkul hai judaa Kya kahiye ho dekha hai In aankhon ne aisa roop kya Kya ajeebsi taazagi hai Kya haseen si saadagi hai Kya ajeebsi dil kashee hai Kya haseen si dilbari hai Haan yahan kadam kadam par laakhon haseenayein hain Hum magar yeh dil ka tofa dene usay aaye hain Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai Haan yahan kadam kadam par laakhon haseenayein hain Hum magar yeh dil ka tofa dene usay aaye hain
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Woh ladki jo sabse alag hai from the Bollywood movie BAADSHAH. We tried to make Woh ladki jo sabse alag hai Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Woh ladki jo sabse alag hai Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.