The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
Tadap yeh ishq ki dil se kabhi nahi jati ki jaan de dekar bhi dewangi nahi jati na jane woh kaun si dunia hai woh mere rabba jaha se lautke koi sada nahi ati ohoooo isshq me to har cheez mit jati hai bekaari bankar hame tadpati hai yaad yaad bus yaad yaad reh jati hai yaad yaad bus yaad yaad reh jati hai isshq me to har cheez mit jati hai bekaari bankar hame tadpati ha bekaari bankar hame tadpati ha yaad yaad bus yaad yaad reh jati hai yaad yaad bus yaad yaad reh jati hai woh teri yaad woh teri yaad karke tanha yeh zindagani kyu gayi chod ke kahani ab yeh asu piya na jaye bin tere ab jiya na jaye dard se tutte meri sase jhakm dil ka siya na jaye aja aja meri wafa tujhebulati hai yaad yaad reh jati hai yaad yaad bus yaad yaad reh jati hai yaad yaad bus yaad yaad reh jati hai woh teri yaad yyaad me dekho bana hai yeh haseen tajmahal yaad me koi likhe shaamo sehar shokh gazal - 2 dil ke dariya me khilta hai khwabo ka kawal yaad ate hai hamashe woh gujre huye pal tu nahi hai teri yaadaen mujhe satati hai-2 yaad yaad reh jati hai yaad yaad bus yaad yaad reh jati hai yaad yaad bus yaad yaad reh jati hai woh teri yaad Posted By : Varun sharma