Hindi Song Lyrics of Yaad kiya dil ne kahaan ho
PATITA Movie Songs LyricsYaad kiya dil ne kahaan ho Lyrics Hindi Song Title: Yaad kiya dil ne kahaan ho : PATITA
Singer(s): HEMANT KUMAR, LATA MANGESHKAR
Hindi Lyrics:
Hemant: Yaad kiya dil ne kahaan ho tum Jhoomti bahaar hai kahaan ho tum Lata: Pyaar se pukaar lo jahaan ho tum -2 (repeat) Hemant: O, kho rahe ho aaj kis khayal mein Lata: O, dil fasaa hai bebasi ke jaal mein (repeat) Lata: Matlabi jahaan meherbaan ho tum Hemant: Yaad kiya dil ne kahaan ho tum Lata: Pyaar se pukaar lo jahaan ho tum -2 Hemant: O, raat dhal chuki hai subah ho gayi Lata: O, main tumhaari yaad leke kho gayi (repeat) Lata: Ab to meri daastaan ho tum Hemant: Yaad kiya dil ne kahaan ho tum Lata: Pyaar se pukaar lo jahaan ho tum -2 Hemant: O, tum humaari zindagi ke baag ho Lata: O, tum humaari raah ke charaag ho (repeat) Lata: Mere liye aasmaan ho tum Hemant: Yaad kiya dil ne kahaan ho tum Lata: Pyaar se pukaar lo jahaan ho tum -2 Hemant: Hm mm mm, mm mm mm Lata: Hm mm mm, mm mm mm Hemant: Hm mm mm, mm mm mm Lata: Hm mm mm, mm mm mm
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Yaad kiya dil ne kahaan ho from the Bollywood movie PATITA. We tried to make Yaad kiya dil ne kahaan ho Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Yaad kiya dil ne kahaan ho Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.