The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
|
RAAZ Movie Songs Lyrics Yahan pe sab shaanti shaanti hai Lyrics Hindi Song Title: Yahan pe sab shaanti shaanti hai : RAAZ Singer(s): JOLLY MUKHERJEE, SUZZAN, AND BALI BRAHMBHATT Hindi Lyrics: --MALE 1-- Yea yea yea yea yea yea yea - 2 Yeh shaher hai aman ka Yahan ki fiza hai niraali Yeh shaher hai aman ka, aman ka Yahan ki fiza hai niraali Yahan pe sab shaanti shaanti hai - 6 Yea yea yea yea yea yea yea Yahan dhoop hai, yahan chhaaon hai Yahan chaandni raat hai Yahan roop hai, yahan rang hai Yahan husn ki baat hai Yahan khwaab hai, yahan jashn hai Yahan mehfile hai jawaan Yahan shokhiyaan, madhoshiyaan Yahan har taraf mastiyaan Yeh shaher hai aman ka Yahan ki fiza hai niraali Yeh shaher hai aman ka, aman ka Yahan ki fiza hai niraali Yahan pe sab shaanti shaanti hai - 6 --MALE 2-- Yahan raag hai, yahan phaag hai Yahan dil mein bas pyaar hai Yahan dosti, yahan zindagi Dushman yahan yaar hai --FEMALE-- Yahan chaahatein, yahan raahatein Yahan chaand taare mile Yahan sardiyaan, yahan garmiyaan Yahan saare mausam khile Yeh shaher hai aman ka Yahan ki fiza hai niraali Yeh shaher hai aman ka, aman ka Yahan ki fiza hai niraali Yahan pe sab shaanti shaanti hai - 4 --ALL-- Yahan pe sab shaanti shaanti hai - 6 This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Yahan pe sab shaanti shaanti hai from the Bollywood movie RAAZ. We tried to make Yahan pe sab shaanti shaanti hai Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Yahan pe sab shaanti shaanti hai Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD. |