Hindi Song Lyrics of Yeh Bandhan To
KARAN ARJUN Movie Songs LyricsYeh Bandhan To Lyrics Hindi Song Title: Yeh Bandhan To : KARAN ARJUN
Singer(s): UDIT NARAYAN, KUMAR SANU, AND ALKA YAGNIK
Hindi Lyrics:
--MALE 1-- Ho ho ho ho ho --MALE 2-- Ho oh oh oh oh --FEMALE-- Ho ho oh oh ho --MALE 2-- Suraj kab door gagan se Chanda kab door kiran se --MALE 1-- Khushboo kab door pawan se Kab door bahaar chaman se --FEMALE-- Yeh bandhan to pyaar ka bandhan hai Janmon ka sangam hai --MALE 1 + 2-- Yeh bandhan to pyaar ka bandhan hai Janmon ka sangam hai --FEMALE-- Suraj kab door gagan se Chanda kab door kiran se --MALE 1-- Khushboo kab door pawan se --MALE 2-- Kab door bahaar chaman se --FEMALE-- Yeh bandhan to pyaar ka bandhan hai Janmon ka sangam hai (Tum hi mere jeevan ho Tumhe dekh dekh jee loongi) - 2 Main to tumhaare khaatir Duniya ka zaher pee loongi --MALE 2-- Tere paavan charnon mein Aakaash jhuka denge hum --MALE 1-- Teri raah mein jo sholay ho To khud ko bichha denge hum --FEMALE-- Yeh bandhan to pyaar ka bandhan hai Janmon ka sangam hai --MALE 2-- Yeh bandhan to pyaar ka bandhan hai Janmon ka sangam hai Mamta ke mandir ki hai tu Sab se pyaari murat --MALE 1-- Mamta ke mandir ki hai tu Sab se pyaari murat --MALE 2-- Bhagwaan nazar aata hai Jab dekhe teri surat --MALE 1-- Jab jab duniya mein aaye Tera hi aanchal paaye --MALE 2-- Janmon ki deevaaron par Hum pyaar apna likh jaaye --FEMALE-- Yeh bandhan to pyaar ka bandhan hai Janmon ka sangam hai --MALE 1-- Yeh bandhan to pyaar ka bandhan hai Janmon ka sangam hai --FEMALE-- Suraj kab door gagan se Chanda kab door kiran se Khushboo kab door pawan se Kab door bahaar chaman se --ALL-- Yeh bandhan to pyaar ka bandhan hai Janmon ka sangam hai --FEMALE-- Ho ho ho ho ho --MALE 2-- Ho oh oh oh oh --MALE 1-- Ho ho oh oh ho
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Yeh Bandhan To from the Bollywood movie KARAN ARJUN. We tried to make Yeh Bandhan To Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Yeh Bandhan To Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.