Browse Lyrics by Movie Title


Hindi Song Lyrics of Yeh Galat Hai Toh Bataayo

KAVITA KRISHNAMURTHY - DIL KI AWAAZ Movie Songs Lyrics
Yeh Galat Hai Toh Bataayo Lyrics
Hindi Song Title: Yeh Galat Hai Toh Bataayo : KAVITA KRISHNAMURTHY - DIL KI AWAAZ
Singer(s): KAVITA KRISHNAMURTHY



Hindi Lyrics:
yeh galat hai toh bataayo ki sadaakat kya hai - 2
(tum agar khud ho kayaamat toh kayaamat kya hai
yeh galat hai toh bataayo ki sadaakat kya hai) - 2

apani ashahon ke samndar mein dubo sakti hoon - 2
dil mein uthate huwe sholo ki haqiqat kya hai - 2
tum agar khud ho kayaamat toh kayaamat kya hai
yeh galat hai toh bataayo ki sadaakat kya hai

aajamaane mein mujhe tumko kabaahat kya hai - 2
jaan main tumpe pe luta dungi, yeh daulat kya hai - 2
tum agar khud ho kayaamat toh kayaamat kya hai
yeh galat hai toh bataayo ki sadaakat kya hai

todna ho toh bahot sochke todo dil ko - 2
kya tumhe ilm nahi ??? ki ajmad kya hai - 2
tum agar khud ho kayaamat toh kayaamat kya hai
yeh galat hai toh bataayo ki sadaakat kya hai

dar-e-dil, ranj-o-alam, khuni jigar, didaayanam, dar-e-dil
dar-e-dil, ranj-o-alam, khuni jigar, didaayanam
dhundlo inmein jara maal-e-jalimat kya hai - 2
(tum agar khud ho kayaamat toh kayaamat kya hai
yeh galat hai toh bataayo ki sadaakat kya hai) - 2
yeh galat hai toh bataayo ki sadaakat kya hai

This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Yeh Galat Hai Toh Bataayo from the Bollywood movie KAVITA KRISHNAMURTHY - DIL KI AWAAZ. We tried to make Yeh Galat Hai Toh Bataayo Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Yeh Galat Hai Toh Bataayo Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.

Advertise on Hindi Lyrix.com