The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
ye jo mohabbat hai, ye unakaa hain kaam mehaboob kaa jo bas lete huye naam mar jaaye, mit jaaye, ho jaaye badanaam rahane do, chhodo bhee jaane do yaar hum naa karenge pyaar toote agar saagar, nayaa saagar koee le le mere khudaa dil se koee kisee ke n khele dil toot jaaye to kyaa ho anjaam aankhe kisee se naa ulaz jaaye main darataa hoo yaaro haseenon kee galee se main gujarataa hoo bas door hee se kar ke salaam
Yeh jo mohabbat hai, yeh unka hai kaam Arre mehboob ka jo bas lete hue naam Mar jaaye, mit jaaye, ho jaaye badnaam (Rehne do chhodo bhi jaane do yaar Hum na karenge pyaar) - 2 (Toote agar saagar naya saagar koi le le Mere khuda dil se koi kisi ke na khele) - 2 Dil toot jaaye to kya ho anjaam Yeh jo mohabbat hai, yeh unka hai kaam Arre mehboob ka jo bas lete hue naam Mar jaaye, mit jaaye, ho jaaye badnaam (Rehne do chhodo bhi jaane do yaar Hum na karenge pyaar) - 2 Aankhen kisi se na ulajh jaaye main darrta hoon Yaaron haseenon ki gali se main guzarta hoon Hey, aankhen kisi se na ulaj jaaye main darrta hoon Yaaron haseenon ki gali se main guzarta hoon Bas door hi se karke salaam Yeh jo mohabbat hai, yeh unka hai kaam Arre mehboob ka jo bas lete hue naam Mar jaaye, mit jaaye, ho jaaye badnaam (Rehne do chhodo bhi jaane do yaar Hum na karenge pyaar) - 4