Hindi Song Lyrics of Yeh Khamoshiyan Yeh Tanhaiyan
YEH RASTE HEIN PYAR KE Movie Songs LyricsYeh Khamoshiyan Yeh Tanhaiyan Lyrics Hindi Song Title: Yeh Khamoshiyan Yeh Tanhaiyan : YEH RASTE HEIN PYAR KE
Singer(s): MOHD RAFI, ASHA BHONSLE
Hindi Lyrics:
Rafi: yeh khamoshiyaan yeh tanhaaiyan mohabbat ki duniya hai kitni jawaan Asha: yeh khamoshiyaan yeh tanhaaiyan mohabbat ki duniya hai kitni jawaan Both: yeh khamoshiyaan yeh tanhaaiyan Asha: aa aa aa aa o ho ho Rafi: aa ha Asha: aa aa Rafi: aa ha ha Asha: o ho Rafi: ho ho ho ho ho ho Asha: yeh sardi ka mausam badan kaanpe thar-thar (2) Rafi: yeh hai barf ke dher ya sangemarmar Both: banaa le na kyon apni jannat yahaan Rafi: yeh khamoshiyaan Asha: aaa aaa aaa Rafi: yeh tanhaaiyan Asha: aaa aaa aaa Rafi: mohabbat ki duniya hai kitni jawaan Both: yeh khamoshiyaan yeh tanhaaiyan Rafi: yeh oonche pahaado ke magroor saaye Asha: yeh kehte hai unko nazar to milaaye (2) Both: farishte bhi hai iss jagah bezubaan Asha: yeh khamoshiyaan yeh tanhaaiyan mohabbat ki duniya hai kitni jawaan Both: yeh khamoshiyaan yeh tanhaaiyan Rafi: na parda hai koyi na hai koyi chilman Asha: jahaan paanv rakh de hai phislan hi phislan (2) Both: kadam chhodte ja rahe hai nishaan Both: yeh khamoshiyaan yeh tanhaaiyan mohabbat ki duniya hai kitni jawaan yeh khamoshiyaan yeh tanhaaiyan Rafi: aa aa aa aa Asha: aaa aa aaa ha Both: aa aa aa aa
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Yeh Khamoshiyan Yeh Tanhaiyan from the Bollywood movie YEH RASTE HEIN PYAR KE. We tried to make Yeh Khamoshiyan Yeh Tanhaiyan Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Yeh Khamoshiyan Yeh Tanhaiyan Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.