Hindi Song Lyrics of Yeh Ladka Hai Allah
KABHI KHUSHI KABHI GHAM Movie Songs LyricsYeh Ladka Hai Allah Lyrics Hindi Song Title: Yeh Ladka Hai Allah : KABHI KHUSHI KABHI GHAM
Singer(s): UDIT NARAYAN AND ALKA YAGNIK
Hindi Lyrics:
--CHORUS-- Banno ki mehndi kya kehna Banno ka joda kya kehna Banno lage hai phoolon ka gehna Banno ki aankhen kajraari Banno lage sab se pyaari Banno pe jaaoon main waari waari --MALE-- Ho ho, oh oh, ho oh oh oh oh, oh oh oh (Banno ki saheli resham ki dori Chhup chhupke sharmaaye dekhe chori chori) - 2 Yeh maane ya na maane main to ispe mar gaya Yeh ladki haai allah, haai haai re allah - 2 --FEMALE-- (Babul ki galiyaan na chhadke jaana Paagal deewana isko samjhaana) - 2 Dekho ji dekho yeh to mere peechhe pad gaya Yeh ladka haai allah, haai haai re allah - 2 --MALE-- Lab kahe na kahe, bolti hai nazar Pyaar nahin chhupta yaar chhupaane se --CHORUS-- Pyaar nahin chhupta yaar chhupaane se --FEMALE-- Haan, roop ghoonghat mein ho to suhaana lage Baat nahin banti yaar bataane se --MALE-- Yeh dil ki baatein dil hi jaane ya jaane khuda Yeh ladki haai allah, haai haai re allah --FEMALE-- Yeh ladka haai allah, haai haai re allah Sajna Maangne se kabhi haath milta nahin Jodiyaan bante hai pehle se sab ki --CHORUS-- Jodiyaan bante hai pehle se sab ki --MALE-- Ho, leke baaraat ghar tere aaoonga main Meri nahin yeh to marzi hai rab ki --FEMALE-- Arre jaa re jaa yeh jhoothi moothi baatein na bana Yeh ladka haai allah, haai haai re allah - 2 --MALE-- Banno ki saheli resham ki dori Chhup chhupke sharmaaye dekhe chori chori --FEMALE-- Babul ki galiyaan na chhadke jaana Paagal deewana isko samjhaana --MALE-- Yeh maane ya na maane main to ispe mar gaya Yeh ladki Yeh ladki haai allah, haai haai re allah --FEMALE-- Yeh ladka haai allah, haai haai re allah --MALE-- Eh, yeh ladki haai allah, haai haai re allah --FEMALE-- Yeh ladka haai allah, haai haai re allah
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Yeh Ladka Hai Allah from the Bollywood movie KABHI KHUSHI KABHI GHAM. We tried to make Yeh Ladka Hai Allah Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Yeh Ladka Hai Allah Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.