The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
Yeh Meri Hai Daastan, Sun Ke Roya Aasman Zindagi Ne Ki Bewafaayi, Saasein Apni Huyi Paraayi Har Rishtha Hua Fanaa Hey, Hey , Hey …..Aaha… Hey, Hey , Hey …..Aaha… Yeh Meri Hai Daastan, Sun Ke Roya Aasman Yeh Meri Hai Daastan, Sun Ke Roya Aasman Zindagi Ne Ki Bewafaayi, Saasein Apni Huyi Paraayi Har Rishtha.. Hua Fanaa.. Yeh Meri Hai Daastan.. [ Yeh Meri Hai Daastan song lyrics @ http://www.hindilyrix.com ] Apno Se Mil Ne Ko Dil Tharse, Suraj Ke Aankhon Se Aasu Barse Chand Bhi Roye Raat Raat Bhar, Taare Kare Rein Jaag Kar Kaisa Aaya(Kais Aaya) Yeh Samaa(Yeh Samaa) Yeh Meri Hai Daastan.. Hey, Hey , Hey …..Aaha… Hey, Hey , Hey …..Aaha… Na Teri Khata Hai Na Meri Khata, Kismat Ne Dhi Hai Humko Saza Laut Kar Aaunga Ab Kabhi, Saare Dhondenge Kadhmo Ke Nishaan Rahe Aabaadh Yeh Tera Jahaan Yeh Meri Hai Daastan Zindagi Ne Ki Bewafaayi, Saasein Apni Huyi Paraayi Har Rishtha.. Hua Fanaa.. Yeh Meri.. Hai Daastan.. [ Yeh Meri Hai Daastan song lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]