The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
Yeh Kasam Badi Hai Har Kasam Se Bacha Loonga Main Tujhko Har Dard Aur Gham Se Yeh Tune Kya Kaha Yeh Maine Kya Suna Hamari Dhadkanon Se Aa Rahi Yehi Sada Sanam Tujhe Main Apni Zindagi Banaloon In Aankhon Ke Jharokho Mein Chupa Loon Tujhe Main Apni Zindagi Banaloon In Aankhon Ke Jharokho Mein Chupa Loon Yeh Kasam Badi Hai Har Kasam Se Bacha Loongi Main Tujhko Har Dard Aur Gham Se Yeh Tune Kya Kaha Yeh Maine Kya Suna Hamari Dhadkanon Se Aa Rahi Yehi Sada Sanam Tujhe Main Apni Zindagi Banaloon In Aankhon Ke Jharokho Mein Chupa Loon Tujhe Main Apni Zindagi Banaloon In Aankhon Ke Jharokho Mein Chupa Loon [ Yeh Tune Kya Kiya Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ] Tumhaara Mujhko Aitbaar Kyon Hai Na Jaane Tumse Itna Pyaar Kyon Hai Main Doonga Pyaar Ka Imtehaan Bhi Lutaunga Main Tujhpe Apni Jaan Bhi Yeh Tune Kya Kaha Yeh Maine Kya Suna Hamari Dhadkano Se Aa Rahi Yehi Sada Sanam Tujhe Main Apni Zindagi Banaloon In Aankhon Ke Jharokho Mein Chupa Loon Tujhe Main Apni Zindagi Banaloon In Aankhon Ke Jharokho Mein Chupa Loon Yeh Dil Ka Shisha Tod To Na Doge Yeh Haath Mera Chhod To Na Doge Nibhaoonga Kiya Jo Tumse Vaada Kabhi Nahin Badalta Main Irada Yeh Tune Kya Kaha Yeh Maine Kya Suna Hamari Dhadkano Se Aa Rahi Yehi Sada Sanam Tujhe Main Apni Zindagi Banaloon In Aankhon Ke Jharokho Mein Chupa Loon Tujhe Main Apni Zindagi Banaloon In Aankhon Ke Jharokho Mein Chupa Loon Yeh Kasam Badi Hai Har Kasam Se Bacha Loongi Tujhko Har Dard Aur Gham Se Yeh Tune Kya Kaha Yeh Maine Kya Suna Hamari Dhadkanon Se Aa Rahi Yehi Sada Sanam Tujhe Main Apni Zindagi Banaloon In Aankhon Ke Jharokho Mein Chupa Loon Tujhe Main Apni Zindagi Banaloon In Aankhon Ke Jharokho Mein Chupa Loon [ Yeh Tune Kya Kiya Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]