Hindi Song Lyrics of Yeh mera dil yaar ka deewana

DON Movie Songs Lyrics
Yeh mera dil yaar ka deewana Lyrics
Hindi Song Title: Yeh mera dil yaar ka deewana : DON
Singer(s): ASHA BHOSLE



Hindi Lyrics:
La la la la, li la la la la la la
Yeh mera dil yaar ka deewana
Deewana deewana pyaar ka parwaana
Aata hai mujhko pyaar mein jal jaana
Mushkil hai pyaare tera bachke jaana
Yeh mera dil yaar ka deewana - 2
(Dil voh chaahe jisse, chaahe jisse usse paaye
Pyaar voh yaar ke jo naam pe hi mit jaaye) - 2
Jaan ke badle mein jaan loon nazraana
Yeh mera dil yaar ka deewana
Deewana deewana pyaar ka parwaana
(Pal pal ek halchal, dil mein ek toofaan hai
Aane ko hai voh manzil jiska mujhe armaan hai) - 2
Bhoolna na tujhe dil ka yeh takraana
Yeh mera dil yaar ka deewana
Deewana deewana pyaar ka parwaana
Aata hai mujhko pyaar mein jal jaana
Mushkil hai pyaare tera bachke jaana
Yeh mera dil yaar ka deewana - 2

This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Yeh mera dil yaar ka deewana from the Bollywood movie DON. We tried to make Yeh mera dil yaar ka deewana Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Yeh mera dil yaar ka deewana Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.


Advertise on Hindi Lyrix.com