The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
lata: zara mud ke to dekho saajana ho saajana zara mud ke to dekho saajana wo peechhe reh gaya bachapana aur aage khadi hai jawaani-2 Talat: bachapan ka zamaana ho chuka ho, ho chuka ye khel puraana ho chuka ab hogi naee kahaani-2 lata: din-raat badalate reh gaye armaan machalte reh gaye-2 Talat: aakaash ke taare hai wahin-2 duniya ke nazaare hai wahin hai phir bhi naee kahaani-2 Lata: zara mud ke to dekho saajana Talat: wo peechhe reh gaya bachapana Both: aur aage khadi hai jawaani-2 Lata: shole ko bhadakana aa gaya kyun dil ko dhadakana aa gaya Both: shole ko bhadakana aa gaya kyun dil ko dhadakana aa gaya Talat: ye madhur milan ka saaz hai dhadakan men chhupa ek raaz hai is raaz ka naam jawani-2 Lata: zara mud ke to dekho saajana Talat: wo peechhe reh gaya bachapana Both: aur aage khadi hai jawaani-2 Posted by: p u r n i m a