The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
O O O, O.., O.. O, O.. ( Ai Havaa Aa Ke Thaam Le Aanchal Ai Ghataa Ban Jaa.. Aankh Kaa Kaajal Kaliyon Mein Chhup Ke Unhen Mahkaa Doon Murjhaaye Phoolon Ko Khilaa Doon.. Aajaa Hans Ke Jeenaa Sikhaa Doon -2 ) -2 ( Kaale-Kaale Baadal Se Ras Barsaati Hoon Barkhaa Ki Boondon Mein Jhoom Ke Gaati Hoon ) -2 Sehraa Mein Bhi Jal Barsaa Doon Sabki Pyaas Bujhaa Doon.. Aajaa Hans Ke Jeenaa Sikhaa Doon -2 [ ai havaa aa ke thaam le aaNchal Songs Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ] La La La La La La -2 Aa.., La La La La La La La La La ( Parvat Se Jharnaa Banke Bahti Hoon Lahron Ke Darpan Mein Hansti Rahti Hoon ) -2 Titli Jaisi Ud Ke Dikhaa Doon Duniyaa Ki Sair Karaa Doon Aajaa Hans Ke Jeenaa Sikhaa Doon -2 Ai Havaa Aa Ke Thaam Le Aanchal Ai Ghataa Ban Jaa.. Aankh Kaa Kaajal Kaliyon Mein Chhup Ke Unhen Mahkaa Doon Murjhaaye Phoolon Ko Khilaa Doon.. Aajaa Hans Ke Jeenaa Sikhaa Doon -2 [ ai havaa aa ke thaam le aaNchal Songs Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]