Hindi Song Lyrics of mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya
JUDAAI Movie Songs Lyricsmujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya Lyrics Hindi Song Title: mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya : JUDAAI
Singer(s): ALKA YAGNIK & ABIJEET
Hindi Lyrics:
Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya Haan mujhe pyaar hua allahmiya Bhari barsaat mein ikraar hua allahmiya Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya Tujhe nahin dekhoon to jiya nahin maane Haal mera kya hai ye mera khuda jaane Tujhe nahin dekhoon to jiya nahin maane Haal mera kya hai ye mera khuda jaane Tujhse milne julne ke mil gaye bahaane Nazar mili aise ki ban gaye fasaane Dekha jab khwaab to deedar hua allahmiya Dekha jab khwaab to deedar hua allahmiya Haan mujhe pyaar hua allahmiya Bhari barsaat mein ikraar hua allahmiya Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya Haan mujhe pyaar hua allahmiya Bhari barsaat mein ikraar hua allahmiya Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya Teri meri chaahat ka baras raha saawan Boond giri dil pe to bheeg gayi dhadkan Teri meri chaahat ka baras raha saawan Boond giri dil pe to bheeg gayi dhadkan Khulke mile aashiq to toot gaye bandhan Jawaan dilwalon ka aaj hua sangam Aisa ek baar na sau baar hua allahmiya Aisa ek baar na sau baar hua allahmiya Haan mujhe pyaar hua allahmiya Bhari barsaat mein ikraar hua allahmiya Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya from the Bollywood movie JUDAAI. We tried to make mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.