The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
|
REHNA HAI TERE DIL MEIN Movie Songs Lyrics Oh Mama Mama Lyrics Hindi Song Title: Oh Mama Mama : REHNA HAI TERE DIL MEIN Singer(s): SONU NIGAM Hindi Lyrics: --CHORUS-- Hum to hain deewane, mastaane, mumbaiyaan --MALE-- (Oh mama mama mama Hum saare hain mumbaiyaan Hum betaale bhi milke Taal mein naache ta thaiyya) - 2 Oh lala oh lala, hum peete masti ka pyaala Gopala gopala khul jaaye kismat ka taala Peechhe mudke dekh raha kyoon Keh de na kai zaala Oh mama mama mama Hum saare hain mumbaiyaan Hum betaale bhi milke Taal mein naache ta thaiyya Oh lala oh lala, hum peete masti ka pyaala Gopala gopala khul jaaye kismat ka taala Peechhe mudke dekh raha kyoon Keh de na kai zaala --CHORUS-- Hum to hain deewane, mastaane, mumbaiyaan --MALE-- Kaisa ghotaala hai, kaisi yeh mixing hai Parde ke peechhe hai kya drama Kaisa tahelka hai, kya match fixing hai Yeh kya macha hai roz hangaama Na voh Gandhi rahe, na voh gautam rahe Na voh public rahi, na voh mausam rahe Oh mama mama mama Hum saare hain mumbaiyaan Hum betaale bhi milke Taal mein naache ta thaiyya Oh lala oh lala, hum peete masti ka pyaala Gopala gopala khul jaaye kismat ka taala Peechhe mudke dekh raha kyoon keh de na --CHORUS-- Chaahe, chaahe, hum to chaahe - 2 --MALE-- Aankhon mein telescope hum chaahe Pairon mein rocket speed hum chaahe Kudiyon ke saath de hum chaahe Disco mein rehna le hum chaahe Aaj usse dekho ya baaju se dekho tum Chaaron taraf se lagti sundari Yaaron istyle se bole mobile se Rehti kahan hai puchho yeh pari Chashma aankhon pe hai Aankhon mein hai ghadi Gusse mein hai khadi Kyoon gulaabi chhadi --CHORUS-- Oh mama mama mama Hum saare hain mumbaiyaan Hum betaale bhi milke Taal mein naache ta thaiyya --MALE-- Oh lala oh lala, hum peete masti ka pyaala Gopala gopala khul jaaye kismat ka taala Peechhe mudke dekh raha kyoon Keh de na kai zaala This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Oh Mama Mama from the Bollywood movie REHNA HAI TERE DIL MEIN. We tried to make Oh Mama Mama Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Oh Mama Mama Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD. |